Sunday, January 21, 2007

Nishabd

Chahne walon ne mujhe dekha...., kaha jiyo zindagi
Ghoom aaya hun mele mein...., ghar sunsaan sa kyon hai?

Life. Not an abyss. Not a dream.
No thoughts.
Just desires...

3 comments:

Mayank said...

Kitni koshish karti hai zindgi,
mere dost ko hasaane kii
phir bhi naa-jaane kyu,
mera dost pareshaan sa kyu hai

And...ghar abhi sunsaan nahin hua hai.. :)

Anonymous said...

mohobbat aish ka zar hai
jab sacchai nahi aati
zuban hai pak daman ki
ye jhuthlai nahi jati.

shaher ki tang galiyon mein
awazein larkharati hain
deewarein dil mein hotein hain
ye chunwai nahi jatein.

ashqon ka silsila jhootha
nazar ki surkhiyan bedum
ye cchhai unki hai badli
ye barsaai nahi jati.

( and the relevent one is...)


tarapne ki talab ho to
bahane mil hi jatey hai
khayalon mein rahe koi
to tanhai nahi aati.

hehehee...lol ( from the 1981 diary)

Anonymous said...

mohobbat aish ka zar hai
jab sacchai nahi aati
zuban hai pak daman ki
ye jhuthlai nahi jati.

shaher ki tang galiyon mein
awazein larkharati hain
deewarein dil mein hotein hain
ye chunwai nahi jatein.

ashqon ka silsila jhootha
nazar ki surkhiyan bedum
ye cchhai unki hai badli
ye barsaai nahi jati.

( and the relevent one is...)


tarapne ki talab ho to
bahane mil hi jatey hai
khayalon mein rahe koi
to tanhai nahi aati.

hehehee...lol ( from the 1981 diary)